LoveTruyen.Me

Ek Bar Kaho Mughe Pyar Karti Ho

part 9

"ek baar kaho mughe pyar karti hon "

bua dadi enter karti hai aur sab apne apne hisab se alert hokar bua dadi ke pass jate hai.aur on se blessing lete hai par nandani niche nahi aati hai.
bua dadi _re chhora Teri bahu ka the hai najar koni aa rahi.
manik _woh bua dadi abhi aa rahi hai tab hi nandani samne se aati najar aati hai hair open kiye sa like se saree wear kare manik to ose iss tarha dekhte hi fida ho jata hai.
nandani dhere dhere chalti hui bua dadi ke pass jakar sar par pallu lekar blessing leti hai aur sab family member shoked reh jate hai ki ye achanak kya hua nandani ko itna change kaise Mr malhotra chain ki sans lekar khade hote hai aur dadu ko dekhte hai jo smile kar rahe hote hai.

bua dadi _jiti reh bahu sada suhag an reh ye le Teri mon dikhai aur nandani ko sone ka har gift karti hai.
nandani _aap ka aashirvad hi bahut hai bua dadi ye kyu de rahi hai.
bua dadi _bahut sanskari hai chhote Teri bahu to aur bahut sohni bhi gudya lage hai. rakh le bahu shagun hai ye.
nandani Mr malhotra ko dekhti hai aur Mr malhotra ke han kehne par har le leti hai.
manik heran pareshan sa ye badal a hua roop dekh are shoked khada reh jata hai ki isse hua kya hai ye hi hal nyu aur dadi ka bhi hota hai.

bua dadi _ re chhore ye kya hai.
mang ki tarf ishara karti hai.
manik _kya dadi.
dadi _mang aur gala suna kyu hai bahu ka sindor mangalsutr kyu nahi hai.
manik _woh bas aise hi dadi.
dadi _woh bas aise hi dadi kaise ye aur at ka singer hota hai pati ki lambi omer ke liye har patni pehnti hai isse phir Teri bahu ne kahe nahi pehna isse.
tab hi nandani apna hath aage kar deti hai manik ke jisme mangalsutr aur sindor rakha hota hai.
nandani _sorry dadi woh shower lete hue otar diya tha maine hokar khol gaya tha iska aur sindor to daily ye hi lagate hai mairi mang main aaj aap aa rahi thi to bhol gaye issliye main khud le aayi manik Ji chaliye jaldi se dono rasme pori karde jaldi se manik pehle nandani ko dekhta hai aur phir shivring karte nandani ke hatho ko aur dhere se nandani ke gale main mangalsutr pehna kar jab nandani ki mang main sindor dalta hai nandani ki aankho se aanson nikal kar beh jate hai jise sirf manik dekh pata hai aur koi nahi.
manik dhere se nandani ke pas jakar oske face par aaye aanson ko apni finger se saf karta hai aur nandani chonk kar manik ko dekhti hai. manik eyes blink karke nandani ko a sure karta hai sab thik hai kisi ne nahi dekha.
phir sab beth kar khana khate hai aur dadi khud apne hatho se sab ko sarve karti hai khas kar bua dadi ko.
dadi _ chhote Teri bivi ke hath main aaj bhi wahi swad hai maje ka khana banaya hai.
dada Ji _ Ji di aaj aap ki badolat Hume bhi bhi mil gaya nahi to Hamare kaha aise na sib.
dadi _ di ye kheer le aap ke liye banayi hai aur gusse main dadu ko dekhti hai aur dadu khane main lag jate hai chup chap.
nyunika _ aap ka room set kar diya hai dadi aap ab aaram kare.
nandani _aur kuchh chahiye to aap mughe bole dadi main aap ke sare kaam karongi mughe khushi hogi.

bua dadi _are main sad ke mairi lado ke manik bahut pyari hai Teri voti to bahut pasand aayi mughe par ek shikayat hai tum dono se.
manik _kya dadi.
dadi _koi chhota manik nahi aaya ab tak bahu ki Goud main panch sal ho gaye hai na shadi ko tum dono ki kya bachche pasand kouni hai kya.
manik aur nandani ye sun kar shoked reh jate hai ki kya jawab de bua dadi ko.
nyu _are dadi abhi dono ki omer hi kya hai ho jayenge bachche bhi.
dadi _bachche hai dono kya baat hai. iss omer main maire bachche das sal ke ho gaye the aur tumhe dono ko ye bachche lag rahe hai kamal hai bhai.
dadu _ are di chhodo ye sab tum to ab aaram karo tha ki hui ho safer se ho jayenge bachche bhi chalo main lekar chalta hon room main woh samne wala hi hai aap ko wahi pasand hai na.
bua dadi _han chal thak gayi ab bas sone ka waqt ho gaya hai maira phir subha jaldi oth kar puja bhi karni hai mughe.
dadu _Ji di chalo.

phir sabhi apne apne room main Chale jate hai aur manik aur nandani bhi aage pichhe room main enter karte hai aur manik dhere se gate band kar deta hai aur nandani chonk kar turn karti hai.
nandani _gate kyu band kiya aapne.
manik _ aap aur main husband wife hai aur husband wife ke room loack hi rehte hai . khole hue nahi aur main khol deta agar samne bua ka room nahi hota to .
nandani ye sun kar chup ho jati hai. aur room ko dekhti hai jo bahut khubsurat lag raha hota hai pink aur whit ke combination se decorate hokar.
manik nandani ko room dekhte pakar khush ho jata hai.
manik _pasand aaya room tumhe sab kuchh tumhari pasand ko dhyan main rakh kar decorate kiya hai.
nandani pov kya lucky hai nandani kitna pyar karta hai manik isse kya mast sajaya hai kamre ko kash mughe mil jata ye manik to God ka kya jata pov end.
manik _ kya bahut pasand aaya tumhe nandani room
nandani _han achha hai bahut.
manik sun kar khush ho jata hai.
manik _ thanku so much nandani tumne bua dadi ke samne itne achhe se behave kiya mughe to laga tha tum on ke samne rudly behave karogi.
nandani _kyu woh bujurg hai on ki izzat karna Hamara farz hai to main kyu na karti on ki izzat kitni achhi hai woh aur han ye le woh har jo on hone diya tha.
manik _ye tumhara hai main kya karonga isse lekar rakho apne pass.
nandani _main koun sa hamaesha ke liye yahan par ho bua dadi ke jate hi main bhi chali jaongi.
manik ye sun kar shoked reh jata hai aur hath se pakd kar nandani ko apni tarf turn karta hai aur nandani sidhe oske chest se bang karti hai aur girne lagti hai aur manik ose apni aarms main a met leta hai dono ki najre milti hai aur dono ek dosre ko dekhne lag jate hai cute se eye look ke baad manik dhere se nandani ke face par aaye hair ko hata kar ear ke pichhe karta hai aur nandani manik ke tuch se shivring karne lagti hai.
manik _ iss room se ab tum kabhi nahi jaa sakti nandani pehle bahut dukh de chuka ho tumhe ab aur nahi de sakta bahut pyar karne laga hon tumse aur apne pyar se tumhari sari pareshani ya sare dukh dor kar donga bas ab kabhi bhi mugh se dor jane ki baat mat karna main Ji nahi paonga tumse dor hokar aur nandani transe ki kefiyat main khadi manik ki baat sun rahi hoti hai.
nandani pov maire aise na sib nahi hai jo main aas man ke chand ki khwahish karo Manik Ji maire pass to zameen bhi nahi hai khade hone ke liye kuchh waqt ka sath hai aap ka aur maira khatam ho jayega main apne raste chali jaongi aur aap apne raste pov end
nandani manik ki bate sun kar na jane kyu rone lagti hai aur manik ose rote dekh restless ho jata hai aur ose apne ambres main lekar apne sine se laga leta hai aur nandani sine par sar rakh kar rone lagti hai aur manik ko tightly hug kar leti hai.
manik sochta hai mairi wajha se nandani ro rahi hai issliye woh sharminda hota hai.
manik _I am sorry nandani apni har galti ke liye jo maine tumhare sath ki thi  tumhe chhod kar gaya phir jail gaya do sal raha woh sab tumhari bad dua ka nat ja tha wahi maine God se ro ro kar mafi mang li thi apne gunha ki aur apne aap se Vada kiya tha ki jakar tumse mafi mano ga par pata nahi tha tum yahi milogi mairi bivi ki hesiyat se oss pal main jitna khush hua tha jail se nikalte hue bhi nahi hua tha . aur tumhe pehli baar dekhte hi tumse pyar kar betha tha main..ab plese rona band karo dekho main yahin hon tumhare pass kabhi chhod kar nahi jaonga tumhe tumhari kasam dhere se nandani ka face hatho main lekar for head par kiss karta hai aur nandani aankhe band karke manik ke tuch ko fill karti hai.
manik dhere se nandani se alg hokar khada ho jata hai aur nandani chonk kar aankhe khol deti hai samne manik smirk karta hua khada hota hai nandani ose dekh kar norvouse ho jati hai aur idhar od har dekhne lagti hai.
nandani _woh subha office jana hai to jaldi sone ki aadat hai mughe.
manik _ han han woh raha bed iss side tum so jao oss side main so jaonga.
nandani _Ji ek hi bed par kaise so sakte hai hum nahi ye galt hai.
manik _hum ajnabi nahi hai husband wife hai yar kyu share nahi kar sakte ek hi bed ko.
nandani sun kar.
nandani _han woh mughe aadat nahi hai na kisi ke sath bed share karne ki to issliye bol diya.
manik _but ab to aadat dalni hogi tumhe bed ki bhi aur mairi bhi wink karta hai aur nandani blush karne lagti hai ye sun kar.
nandani pov kya karo main God ye kyu mairi life ko aur pareshani main dal raha hai kitni mushkil se control kar rahi hon main ki inse dor raho aur ye nayi na ye raste nikal rahe hai sath rehne ke ye haq nandani ka hai woh inke sath bed share karegi main nahi main koun si inki wife ho jo main inke sath bed par jao no no ye galt hoga main bed par nahi so sakti inke sath kabhi nahi pov end.

Bạn đang đọc truyện trên: LoveTruyen.Me